Girty howe hairs ko kaise roka jaye?
Mostly Women hair kay ghirny se pareshan rehti hain. our yeh haqeeqat bi ha k baloo ka jhrna agarcha fitri amal ha lakin is se pareshani hony lagti ha k kahi hair gir gir kar khtam e na ho jaye.
baloo ko girny se rokny k liye kuch tips batai ja rai hain jin pe amal kar k hair falling roki ja sakti ha.
1: Hair ko mazboot or ghirny se rokny k liye olive oil our honey ko one cup main mix kar ka 1 2 day k liye rakh dain. is amazy ko achi tara hair ki roots main laga kar slowly hair main comb karain our shaver cap se hair ko dhanp dain. 10 minutes bad hair ko shampoo se dho lain.
2: andy or olive oil ka ameza: 2 eggs ko achi tara phaint lain our is ma 1 khany ka spoon olive oil mila lain, is k sath he 1 khany ka spoon sirka our glasreen bhi mila lain our amazy ko mix kar k hair main 15 minutes ka liye laga rehny dain our phir dho lain.
Apni diet ka khas kayal rakhain, food main aisa khana khain jis main Omega Three Fatty Acid paya jata ho kyok yeh baa asani sir ki jild tak pohnch kar hair ki roots ko strong banata ha. fish or dry fruit is k hasool k liye behtreen zarya hain.
Apple ka sirka hair k liye booht mufeed ha kyok yeh hair ki roots main tehreeq peda kar k id k barhny ki raftar taiz kar deta ha.
jis qadar mumkin ho taiz dhoop main niklty howe hair ko achi tara dhanp k rakhain kyok sun ki taiz raiz our dust miti bhi hair ko kamzoor bana dety hain.
Post A Comment:
0 comments: